Ab tayari chal rahi hai ke kolkata se apna boriya bistar samet kar kisi aur shaher ki or apna ashiyana banaya jaaye !!
5 se 6 baras ek shaher mein raho aur uske baad sab khatm !!
Aaj IOC ki refinery mein itni bheeshan aag lagi , jiski wajah se karodo swaha ho gaye !!
kya likhoon , mann to bahut kuch likhne ko karta hai , par phir sochta hoon , aap sab itne gunijan hai , aapko kuch batana suraj ko roshni dikhane jaisa hai !!
naye palon ki baat kar raha tha main !! Deepawali ke ho jaane ke baad se na jaane jeevan mein kuch khushiyon sa maahaul ban pada hai !! saare kaam hote jaa rahe hai , sab kuch apne aap hota chala jaa raha hai !!
Saturday, October 31, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)
.jpg)